Maine kaha gunahgaar hun main
Usne kaha baksh dunga
Maine kaha pareshan hon main
Usne kaha sambhal loonga
Maine kaha akela hun main
Usne kaha sath hoon main 
Copy Text
Bas wahi toh nazar ata hai
Jab koi nazar nai ata
Copy Text
Dil e Gumraah ko Ay kaash ye Maloom ho jata
Gunah dilchasp hai tab tak k jab tak ho nahn jata
Copy Text
Zameer jaag he jata hai,
Agar zinda ho.
Kabhi gunnah say pehly,
Kabhi gunnah kay baad
Copy Text
Dua to dil se maangi jaati hai,
zuban se nai Aye Iqbal
Qabool to uski be hote hai,
Jis ke zubaan nai hote
Copy Text
Wo Gunah Gaar Ki Dua Bhi Suna karta Hai
Ay Insan
Haath Mayoos Nahi Hongy Utha Kar To Dekh
Copy Text
Kismat mein meri chain se jeena likh de
Doobe na kabhi mera safeena likh de
Aye kaatib-e-taqdeer, bass madina likhde
Copy Text
Thikana qabar ha ebadat kuch to kar
Ay Muslaman
Riwayt ha k khaali haath kisi k ghar jaya nahi karty
Copy Text
Milta hai kya namaz mein
Sajde mein ja ker tou dekh
Copy Text
woh tumhay thukra day toh
ye us ki badnaseebi hai.
Aur us k baad tum us ko
zabardasti apnana chaho toh
ye tumharay liye Nafs ki zillaat hai
HAZRAT ALI (A.S).
Copy Text