Wafa ka naam na lo yaron
Wafa dil ko dukahati hai.
Jub bhi Wafa ka naam lete hi
hume ek bewafa ki yaad Aati hai
Copy Text
Shahon Ki Tarha Thay Na, Ameeron Ki Tarha Thay
Hum Shehr-E-Mohabat K Faqeero Ki Tarha Thay
Herat Hai K Wo Log Bhi Ab Chor Chalay Hain
Jo Meri Hatheli Main Lakeero Ki Tarha Thay
Copy Text
Hamain Na Muhabbat Mili Na Pyar Mila
Hum ko Jo Bhi Mila Bewafa Yaar Mila
Apni to Ban Gai Tamasha Zindagi.
Har koi Apny Maqsad ka Talabgar Mila
Copy Text
Jisne humko chaha, use hum chah na sake,
Jisko chaha usae hum pa na sake,
Yeh samajh lo dil tutne ka khel hai,
Kisi ka toda aur apna bacha na sake,
Ek aur sher sunata hoon——-
Manzilein bhi uski thi,
raasta bhi uska tha;
Ek hum hi akele thei,
kafilaa bhi uska tha;
saath chalne ki soch bhi uski thee,
Fir raasta
Copy Text
Baheti hui naadi mein unka peaas hain
jalti hui shama mein unki gharmi ka ehesaas hain
kisi aur ke saath ghar basa liya humne
seene mein basi wahi bewafa pyar ka zeher ki raas hain
Copy Text
Dard ko jaaan sake aisa koi insaan nahi mila hume is dunia se,
jo humne pura na kia ho aisa koi armaan nahi mila hume is dunia se,
saath de sakte the unki khusi ka unki mahfil me hum,
unki mahfil ka bhi waqt tha tab jab hume jaana tha is dunia se
Copy Text
Hum Toh Uski Har Khwahish Poori Karne Ka Vaada Kar Baithe
Humein Kya Pata Tha, Ke Humein Chhodna Bhi Uski Ek Khwahish Hai.
Copy Text
Jab garaz hoi tab yaad jab waqat mila tab waar kiya
Ab or haqeeqat kiya likhon us door k mukhlis yaaron ki??
Copy Text
Wo bewafa hi sahi, ao usay yaad kartay hain
aik umer pare hai usay bhulana ki
Copy Text