Kitni jaldi ye mulaqat guzar jati hai
Pyaas bujthi nahi ke barsaat guzar jati hai
Apni yadon se kaho key yad na ayen
Neend ati nahi aur raat guzar jati hai