Poems SMS page 1

140 char,    160 char,    All length

Tumhari palkon main bassa huwa ek khawb hoon,.., 559 character

Tumhari palkon main bassa huwa ek khawb hoon,
Kahi adhura tutt kai bikhar na jaoon,
Tumhari ankhon mai jalakta hua ek anson hu,
Kahi beh kar raith mai mil na jau,
Tumhare dil mai bassa hua ek arman hu,
Kahi dharkan mai dabb kar kho ma jau,
Tumharae hothon pai bassi hua ek hassi hu,
Kahi kabi gam mai baddal na jau,
Tumhare labbo pai thirk ti hui ek kampkapi hu,
Kahi shoonay sai thirkna na bhul jau,
Mujhe hardam sinnae sai lagai rakhna tu,
Kahi judah ho kai duniya ki bhirr mai kho na jau,
Tumhare jism mai bassi hui ek ruh hu,
Kahi bichhur kai marr na jau!

Copy Text       

Mil kar bhi use Hasrat-E-Mulaqat reh gayi, Ba.., 437 character

Mil kar bhi use Hasrat-E-Mulaqat reh gayi,
Baadal to ghir aaye the barsaat reh gayi,
Wo aaj yun mile ke hame jante na ho..
Lab to mere khule the magar baat reh gayi,
Main haar ke bhi khush hoon ke tum jeet to gaye,
Kismat mein meri maat thi so maat reh gayi,
Daaman mein kya rakha hai is ke siwa bas
Bahkshe jo tune zakhm wo soughaat reh gayi,
Kya kya badal rahe hain yahan mousam khabar nahi
Dil ke nagar mein raat thi so raat reh gayi.

Copy Text       

Mobile kya hai? . . . . . . . . . . Answr dhu.., 128 character

Mobile kya hai?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Answr dhund rhe ho kya?
Ye hath me kya lauda pakda huwa hai?
Kaise kaise gandu dost hai yaar

Copy Text       

Bachpan ke dukh bhi kitne achhe the, tab to s.., 304 character

Bachpan ke dukh bhi kitne achhe the,
tab to sirf khilone tuta karte the,
wo khushiyan bhi na jane kaise khushiyan thi ,
titli ko pakad ke uchhla karte the,
paoon maar ke khud barish ke pani main,
apna aap bhigoya karte the,
ab to ek aansu bhi rusva kar jata hai ,
bachpan mein dil khol ke roya karte the.

Copy Text       

Samne manzil thi, peechhe thi aawaz uski, ruk.., 415 character

Samne manzil thi,
peechhe thi aawaz uski,
rukte to safar chhut jata,
chalte to usse bhichad jate,
manzil ki bhi hasrat thi,
aur usse muhobbat bhi,
a dil ye bata muzko,
us waqt me kaha jata,
muddat ka safar bhi tha,
aur barso ki chahat bhi thi,
rukte to bikhar jate,
chalte to dil toot jate,
yu samaj lo k…
Lagi pyaas gazab ki thi,
aur pani me bhi zaher tha,
peete to mar jate,
aur na peete to bhi mar jate..!!

Copy Text       

Fark Hota hai khuda aur Fakir me, Fark hota h.., 333 character

Fark Hota hai khuda aur Fakir me,
Fark hota hai kismat aur Lakir me,

Agar kuch Chaho Aur na Mile,
To samaj Lena ki kuch aur Accha Likha hai Takdir me.

Har Pal mein Pyaar hai,
Har Lamhe mein Khushi..

Kho Do to Yaadein hai,
Jee Lo to Zindgi

Mat Socho ki Zindagi mein Kitne Pal hai,
Yeh Dekho ki Har Pal mein, Kitni Zindagi hai.

Copy Text       

Jab pyar ke ehsas ko samajh jaoge har taraf m.., 137 character

Jab pyar ke ehsas ko samajh jaoge
har taraf mera hi naam paoge..
meri muhobbat uss waqt degi awaaz,
jab tum bheed me khud ko akela paoge.

Copy Text       

This is for the people who missed their schoo.., 493 character

This is for the people who missed their school days:

Kuch baatein bhooli hui,
kuch paal beete hue,
har galti ka ek naya bahana,
aur fir sabki nazar mein aana,
exam ki puri raat jaagna,
fir bhi sawal dekh kaar sar khujlana,
mauka mile to class bunk marna,
fir dosto kay saat coffee pine jaana,
uski ek jhalak dekhne roz school aana,
dekhte dekhte attendance bhul jana,
har pal ek naya sapna,
aaj jo tute fir bhi hai apna
vo school ke din ,
yaad kar ke in palon ko fir zindgi bhar muskurana!!!

Copy Text       

Dosto ki kamee ko pehechante hai hum, Duniya .., 285 character

Dosto ki kamee ko pehechante hai hum,
Duniya ke ghamo ko bhi jaante hai hum.
Aap jaise dosto ke hi sahare,
Aaj bhi has ker jeena jaante hai hum.
Ishq ka jaha bhi naam hota hai,
Tadapna sisakna waha aam hota hai.
Khushnaseebo ko kabhi ishq ho nahi sakta,
Ye badnaseebo ka kaam hota hai.

Copy Text       

Ye rishte pyaar mohhabat ke aajmaye nahi jaat.., 501 character

Ye rishte pyaar mohhabat ke aajmaye nahi jaate
Agar toot bhi jaayain dil se bhulaye nahi jaate
koi khaas hi hota hai palko main jo rehta hai
har kisi ko dil main basaya nahi jaata
saare sapno ki kiranay to ho jaati hai khud roshan
khawab pyaar ke soch samjh kar sajaye nahi jaate
Mit jaata hai sabkuch magar is pyaar ke riste main
kuch naqash kabhi dil se mitaye nahi jaate
unki judaai hamain bahut tadpati hai
hamari aankhain unke bina har pal ro deti hai
intejaar ke diye ab humse jalaye nahi jaate…

Copy Text       
1 2