Archives

tere chehre ne

tere chehre ne kuch aisa gazab dhaya hai,
ki tere Husn se aaj chand bhi sharmaya hai,
maang lete tujhe aaj uss khuda se,
par woh bhi aaj tera gulam nazar aaya hai.

Mere Papa Bahut

1st Child: Mere Papa Bahut Darpok Hain.
2nd Child: Why?
1st Child: Jab Bhi Road Cross Karte Hain,
Meri Ungli Pakad Lete Hain aur kehte chhodna mat.

U stole my

U stole my memories-i Excused u!
U stole my my laugh-i Excused u!
U stole my my smile-i Excused u!
But this is too much
“Mere kutte ka biscuit kutte ko wapas karo.”

Yun durr rehkar

Yun durr rehkar duriyon ko badaya nahi karte,
Apne deewano ko sataya nahi karte,
Har waqt bas jise tumhara khyal ho,
Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte.

Subah tumhari yaad

Subah tumhari yaad I to miss kiya,
shaam ko I to phir miss kiya,
raat ko yaad I to aur miss kiya,
par jab jaan par ban I to SMS kiya… batao kya galat kiya.

Samjha do apni

Samjha do apni yaado ko,
wo bin bulaye pass aaya karti hai,
aap to dur rehkar satate ho magar,
wo pass aakar rulaya karti hai.
…..I miss you…..

Arz kiya hai…

Arz kiya hai…
Yaar ajab tere nakhare, gazab tera style hain,
Kula dhone ki tameez nahi, haath me mobile hai.

Yaro ki yaari

“Yaro ki yaari pe shak nahi karte
jab hum bol rahe hai to bakbak nahi karte
pareshan karte ho jab hum busy hote hai
ab hum free hai to sms nahi karte ”

मालकिन आजकल मालिक

नौकरानी : मालकिन आजकल मालिक उदास क्यों रहते हैं ?
मालकिन : वो अपनी स्टेनो से प्यार करते हैं !
नौकरानी : नहीं वो ऐसा नहीं कर सकते ! यह सब आप मुझे जलाने के लिये कह रही हो !

arz kiya hai…

arz kiya hai…
wo hamse khafa hai aap log soche rahe honge ki hum use mana lenge,
par itna time kiske pass hai itne me to naye pata lenge.

Send JOIN SHAKTIMAAN to 987O8O7O7O for Receive Free Messages


 
Submit your SMS / Shayari / Jokes
1. Name: *
2. Email: *
3. Category *
4. Message: *

              

Search

Website State:

online users


Hit Counter provided by Seo Packages