|
|
Latest ‘Valentines Day SMS’ Collection
Happy Valentine’s Day Shayari
Happy Valentine’s Day
har rishta ek safar chahta hai,
har musafir ek humsafar chahta hai,
jaise chahta hai chand chandani ko,
koi hai jo tumhe bhi is kadar chahta hai,
Happy Valentines Day
mara har lamha chura liya aapne,
aankhon ko ik Sapna dikha diya aapne.
Hame zindgi to di khuda ne,
par Pyar itna dekar jeena sikha diya aapne.
Happy Valentines Day
Teri yadon me jiyenge marenge,
Tujhe apni palkon me chupa lenge,
Uss chand se hame kya lena…
Hum to iss dharti ke chand ko seene se laga lenge.
Wish You Very Very Happy Valentines Day
Mere kuch jazbaat hai kahin khoye hue se,
Kaise kahun tumse woh jaise hai sharmaye hue se,
Parr din aaaj hai mohabbat ka,ab naa chup rahun,
Ye tera hi pyar hai,jaise harr baag chaman khile hue se !!
Be My Valentine !!!!
Happy Valentines Day
Ye mat pucho tum bin hum kya kya khote rahe,
Tumhari yaadon mein hum roz kitne rote rahe,
Na din gujre hai na raatein,
Bas kuch bechain se hum hote rahe!
Happy Valentines Day
Jaan hai mujki Jindagi se pyari,
jaan ke liye kar du kurban yari,
Aab tumse kya chupana…
Tum hi to ho na jaan hamari…
Happy Valentines Day
Agar hum na hote to ghazal kaun kehta,
Aap ke chehre ko kamal ko kehta,
Yeh to karishma hai mohabbat ka,
Varna pathro ko tajmahal kaun kehta.
Happy Valentines Day
Badalna aata nahi humko mousmo ki tarah
Har ek roop main tera intezaar karte hain
Na tum samet sakogi jise qayamat tak
Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain.
Happy Valentines Day
Valentines Day SMS in English
Happy Valentines Day
one person Is
Har Subah aapki
Happy Valentines Day Shayari SMS Collection
Ager Zindagi mai judai na hoti
To kabhi kisi ki yaad aai na hoti
Sath hi guzarta her lamha to shayaed
Rishton mai yeh gehrai na hoti….
———————————————-
Aap ki yaad mai sab kuch bhulaye baithe hain, Chiraag khushiyon k bujhaye baithe hain… Hum to marenge aap ki baahon main, Yeh bhi maut se shart lagaye baithe hain…
———————————————-
Jab b ye dil udaas hota hai
Jane kon aas pass hota hai
Kissi ko dundti hai ye nazar
Kissi k na hone ka ahsaas hota hai
Jo roze kare mujh ko SMS pyare
wo shakas b bada khaas hota hai
———————————————-
Hum tere sath chalenge tu chale na chale,
tera har dard sahenge tu kahe ya na kahe,
hum chahte hai ki tum sada khush raho,
hum chahe rahe ya na rahe..
———————————————-
Log kehte phirte hai
Log kehte phirte hai jise hum Pyaar karte hai wo ek chand ka tukda hai,
par unhe kyaa pata jise mai Pyaar karta houn Chand uska ek tukda hai.
I Love You
Happy Valentines Day
|
|
|
|
|
|
|




